top 10 mobile app ,wifi hack karne ke liye
Top 10 Mobile Apps : Wifi Hack करने वाली 10 सबसे best Mobile Applications

Hello Friends ! aaj hum jaanenge 10 sabse best Android hacking Apps ke bare me. Jaisa ki hum jaante hai aajkal humare mobile phone aur PC me koi jyada difference nahi reh gya hai.
Aaj hum jo bhi kaam PC se kar sakte hai lagbhag vahi har kaam apne mobile se bhi kiya ja sakta hai. Aaj hum jin mobile Apps ke baare me jaanenge unko hum Android mobiles ke liye Hacking Software bhi keh sakte hai. To Chaliye aapko mai ek-ek karke sabhi Apps ke bare me jankari deta hu.
Ab aap aage jo kuchh bhi padhenge use thoda dhyan se padhiyega.
Wifi Password Hack karne ke liye jo best Mobile Apps hai vo is prakar hai -
1. Wifi Kill
TalkToHacker
Wifi Password hack karne ke liye yah one of the most popular Android mobile App hai. Is App ko aap apne google Play store me jakar free download kar sakte hai. Is App ki help se aap pehle se wifi se connected person ko apne mobile se disconnect kar sakte hai. Means yadi koi person kisi wifi se connected hai aur Internet ka maza le rha hai to aap use apne mobile se disconnect kar sakte hai. Aur uske mze le sakte hai. Is App ko use karne ke liye aapka Mobile Phone ROOTED hona chahiye.
Download Wifi Kill
अपने Android Mobile को CCTV कैमरा कैसे बनाएं
बिना की-बोर्ड छुए कंप्यूटर पर Typing कैसे करें
2. Wifi Inspect
TalkToHacker
Wifi Kill App ke baad number aata hai Wifi Inspect Mobile App ka. Play Store me jakar aap Yah App easily Download kar sakte hai. Is App ki madad se aap kisi bhi wifi network ko scan kar sakte hai Aur us Network ka IP Address, MAC Address aur Device name bhi jan sakte hai.
Download Wifi Inspect
नरेन्द्र मोदी को आत्महत्या कर लेनी चाहिए - किसने कहा ऐसा
ताली बजाकर अपना मोबाइल कैसे ढूंढे
3. DroidSqli Android App
Is Mobile App ki help se aap aisi websites ko find up kar sakte hai jiko easily hack kiya ja sakta hai. Jin Websites me security ki kami hoti hai Aur jinko easily hack kiya ja sake.
Download DroidSqli Android App
ऐसे बनाए खुद की कंपनी और लोगो को आप दे सकते है रोज़गार
रावण की गुफा आज भी है मौजूद , देखने के लिए यहाँ क्लिक करें
4. NMAP Application
Yah ek Very interesting Mobile App hai. Is Mobile App ko aap apne Android Mobile me download karke kisi bhi Wifi network ko scan kar sakte hai Aur us Network ke open ports ke bare me information Aur System Info find up kar sakte hai.
Word File को PDF file में कैसे convert कैसे करते है |
मोबाइल पर TV कैसे चलाएं
5. Shark for root
Jaisa ki is Mobile App ke name se hi pata chalta hai ki yah mobile app wireshark Software ke sath work karti hai. Yah App aap apne PC me download kar sakte hai. Is Mobile App ki help se aap apne aaspaas ke sabhi wifi network ka pata laga sakte hai aur unke baare me kai saari jaankari ya data collect kar sakte hai. Iske bad vo data aap apne PC me dalkar Wireshark Software ke dwara read kar sakte hai.
Download Shark for root App
घर बैठे रंगीन वोटर आईडी कार्ड कैसे बनाए
5 रुपये सैलरी थी और आज खुद एक कंपनी की मालकिन है यह महिला
6. Fing Network Tools
Yah Mobile App bhi Wifi Inspect Application ki tarah hi hai. Lekin is Application ke kuchh feature kuchh different hai. Is app ko use karne ka ek fayda yah hai ki is App par hume jyada koi Ads nahi dikhai dete hai. Is Mobile App ki help se hum Apne aaspas ke sabhi Wifi network ko scan karke unke bare me jankari prapt kar sakte hai. Is app ki help se hum yah dekh sakte hai ki kon jo bhi user wifi se connected hai us user ka ip address, vender name, mac address aur iske alawa bhi kai sari jankari hum log prapt kar sakte hai.
downlaod Fing Network Tool
हिंदी में फोटोशोप सिखने के लिए यहाँ क्लिक करें
जन गण मन सिखाने पर इस मदरसा टीचर की हुई पिटाई
7. InSSiDr
TalkToHacker
No comments